A BLOG BY A AMMTURE POET

Thursday, October 27, 2011

The infinity Dreamer: Dil tu Rota kyun hai......

The infinity Dreamer: Dil tu Rota kyun hai......: Jaane kYa Dhundta Hai Ye Dil..... Jab jab dard ka badal chaya jab gam ka saya lhraya, Jab ansoo palko...

Dil tu Rota kyun hai......



 Jaane kYa Dhundta Hai Ye Dil.....

 
Jab jab dard ka badal chaya
                       jab gam ka saya lhraya,
Jab ansoo palko tak aaya
                       jab ye tanha dil ghabraya,
Humne dil ko ye samjhaya akhir dil tu kyu rota hai
                        duniya mein yun hi hota hai,
Ye jo ghre sannate hain
                         waqt ne sabko hi bante hain,
Thoda gam hai sabka kissa
                         thodi dhoop hai sabka hissa,
Ankh teri bekar hi nam hai
                         her pal ek naya mausam hai,
Kyu tu aise pal khota hai
                          dil akhir tu kyun rota hai......

Monday, October 10, 2011

Kabhi koi chala jata he lagta he ek Yug ka ant ho gay...

Jagjit singh Ji
 
 
Hoshwalon Ko Khabar Kya
Bekhudi Kya Cheez Hai) - 
(Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye)
Zindagi Kya Cheez Hai
Hoshwalon Ko Khabar Kya
Bekhudi Kya Cheez Hai...
Unse Nazar Kya Milin 
Roshan Fizaein Ho Gayee


Unse Nazar Kya Milin 
Roshan Fizaein Ho Gayee
(Aaj Jana Pyaar Ki 
Jaadugari Kya Cheez Hai) 
(Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye) 
Zindagi Kya Cheez Hai...
Khulti Zulfon Ne Sikhayee 
Mausamon Ko Shayaree


Khulti Zulfon Ne Sikhayee 
Mausamon Ko Shayaree
(Jhukti Aankhon Ne Bataya 
Maikashi Kya Cheez Hai) 
(Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye) 
Zindagi Kya Cheez Hai...
Hum Labon Se Keh Na Paaye
Unse Haal-E-Dil Kabhi

Hum Labon Se Keh Na Paaye
Unse Haal-E-Dil Kabhi
(Aur Woh Samjhe Nahin Ye 
Khamoshi Kya Cheez Hai) 
(Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye) 
Zindagi Kya Cheez Hai...
 
 
 
Ese gaye ki mano khamoshi bhi tarane ched diye..
Saaj apne aap baj gaye or sunhare gajal ban gaye...